Na Ja Tu – Dhvani Bhanushali
Na ja tu door ankhiyon se
Ki nai jaana, nahi jaana
Ke toot jaaun main
Dil se door tu nahi jaana, nahi jaana
Kya hai ab tere baad mera
Tu milna paya pyar tera
Tu raha na jo yaar mera
Haan pyar mera
Tujhe kadar nahi ek baar meri
Jo maine ki har baar teri
Ro-ro ke thak gayi ankhiyan meri
Mere yaar na ja
Ni mere yaar na ja
Subah se shaam tak dekha tujhe
Soun nahi, soun nahi
Haan mere paas hi reh jao na
Yahin kahin, yahin kahin
Main ho gayi hoon khud se be-khabar
Khoya maine sabar yeh tera hi asar
Tere liye bhooli main yeh jahaan
Na jaane tu kahan gaya oh humsafar
Yaar na ja
Tu rok na mujhe hai jeena tujhe
Mujhse juda, mujhse juda
Tujhse nahi hoon main
Main to khud se hi hoon khafa
Main hoon khafa
Tutega dil na kabhi aisa kar
Jo kiya tu agar main jaungi bikhar
Tere bina kya mera hai yahan
Tujhi mein hai jahaan
Kyun hai tu be-khabar
Ni mere yaar na ja
Nahi jaana
Tumhein kho kar maine apne aap ko paa liya!
https://www.rajsthanilayrics.com/2020/01/oh-kehndi-lyrics-h-mny-music-factory.html
ReplyDelete